Agar Tum Saath Ho - Arijit Singh, Alka Yagnik Lyrics

 

Agar Tum Saath Ho - Arijit Singh, Alka Yagnik Lyrics

agar tum sath hou lyrics
agar tum sath hou lyrics


Singer Arijit Singh, Alka Yagnik
Singer A.R. Rahman
Music A.R. Rahman
Song Writer Irshad Kamil

Song Lyrics

Pal Bhar Thehar Jao
Dil Ye Sambhal Jaye
Kaise Tumhe Roka Karoon
Meri Taraf Aata
Har Gam Fisal Jaye
Aankhon Mein Tumko Bharoon
Bin Bole Baatein Tumse Karoon
Agar Tum Sath Ho
Agar Tum Saath Ho

Behti Rehti
Nahar Nadiya Si Teri Duniya Mein
Meri Duniya Hai Teri Chahton Mein
Main Dhal Jaati Hu Teri Aadaton Mein
Agar Tum Sath Ho
Teri Nazron Mein Hai Tere Sapne
Tere Sapno Mein Hai Na Raazi
Mujhe Lagta Hai Ke Baatein Dil Ki
Hoti Lafzon Ki Dhokebaazi
Tum Sath Ho Ya Na Ho
Kya Fark Hai
Bedard Thi Zindagi Bedard Hai

Agar Tum Sath Ho
Agar Tum Sath Ho
Palkein Jhapakte Hi Din Ye Nikal Jaye
Baithi Baithi Bhagi Phiroon
Meri Taraf Aata Har Gam Fisal Jaye
Aankhon Mein Tum Ko Bharoon
Bin Bole Baatein Tumse Karoon
Agar Tum Sath Ho
Agar Tum Sath Ho

Teri Nazron Mein Hai Tere Sapne
Tere Sapno Mein Hai Na Raazi
Mujhe Lagta Hai Ke Baatein Dil Ki
Hoti Lafzon Ki Dhokebaazi
Tum Sath Ho Ya Na Ho
Kya Fark Hai
Bedard Thi Zindagi Bedard Hai

Agar Tum Sath Ho
Dil Ye Sambhal Jaye
Agar Tum Sath Ho
Har Gam Fisal Jaye
Agar Tum Sath Ho
Din Ye Nikal Jaye
Agar Tum Sath Ho
Har Gam Fisal Jaye



Newest
Previous
Next Post »

Please do not enter any spam link in comment box ConversionConversion EmoticonEmoticon

Popular Posts